Buri Nazar Se Bachne Ki Dua in Islam

0
(0)

Buri Nazar Se Bachne Ki Dua

Ye baat sab jaante hai ki buri nazar bahut khatarnaak ho sakti hai. Isi vajah se log buri nazar se bachne ki dua rozana padhte hai. Aaj kal ke zamane mei log nazar ko nahi maante. Is vajah se unki zindgi mein aayi pareshani se nijat paane ka tareeka unhe pata hi nahi hoga.

Aksar zindgi mei aisa hota hai ki achanak se saari khushiyan khatm ho jati hain. Achanak se sab kaam kharab hone ki vajah buri nazar (evil eye) bhi ho skati hai. Agar aapke sath bhi kuch bahut galat ho raha hai to aap buri nazar se bachne ki dua padhiye.

Shadishuda zindgi mein achanak musibat aane ki vajah bhi buri nazar ho sakti hai. Miya biwi ke beech shuru hue jhagde ko khatm karne ke liye buri nazar ki dua kargar hai. Parivar ki khushi barkarar rakhne ke liye ye dua bahut kaam aati hai.

Buri Nazar Ki Dua

Bina vajah beemar padne ki vajah bhi nazar ho sakti hai. Agar apke parivar mein bhi koi beemar hai toh aap buri nazar ki dua in Quran zaroor padhein. Is dua ko padhne se aap apne aas paas ke sabhi logo ko buri nazar se bacha kar rakh sakte hai.

Buri nazar ki dua in Quran ko padhne ke liye aapko neecha likha tareeka dhyaan se samajhna hoga.

  • Wuzu karne ke baad ek shant kamre mein baith jaein.
  • Quran mei likhi kisi bhi surah ko 7 baar padhein.
  • Fir ye dua 654 baar padhein: “Allah Bismillah Dur Ilaahi Al Jameer Zin Jalan Koraan Surah Ull Bill Sunn.”
  • Uske baad aapko ek glass paani par foonk maar kar use peena hai.

Is dua ko lagatar teen hafte tak keejiye. Kisi bhi tarah ke sawal ke liye aap hamare Maulvi Sahab se baat kar skte hain.

Buri Nazar Ki Dua In Quran

Agar aap khud ko hamesha buri nazar se bachaye rakhna chahte ho to rozana namaz padhein. Roz kam se kam 3 martaba namaz padhne se aap par koi musibat nahi aaegi. Har Muslim ko Allah ka imaan yaad rakhne ke liye namaz ke sath buri nazar ki dua padhni chahiye.

Nazar lagne ki dua saaf niyat se hi padhi jaani chahiye. Sachhe dil se padhi gayi dua ko Allah hamesha qubool karte hai. Is dua ki madad se aap Allah se hamesha jude rahoge. Buri nazar se bachne ki dua se aap apne sath apne parivar ko bhi mehfooz rakh sakte hain.

Kisi bhi mushkil ko door karne ke liye pareshani se nijat paane ki dua bhi padhi jaati hai. Agar aapko lagta hai ki kisi aur ki buri nazar ki vajah se aapke kaam bigad rahe hai to aaj se hi namaz shiddat se padhna shuru keejiye. Namaz ke sath-sath buri nazar ki dua in Quran bhi padhein.

Chote bacchon ko bahut hi jaldi nazar lagti hai. Nazar lagne ki dua ya nazar se bachne ki dua se unko mehfooz rakha jaa sakta hai. Bachhe ko buri nazar se bachaane ki dua (dua for nazar for baby) janne ke liye aap hamare Maulvi Sahab se baat karein. Aapki pareshani jaanne ke baad vo aapko sahi dua ya wazifa bataenge jisse aapko fayda hoga.

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 0 / 5. Vote count: 0

No votes so far! Be the first to rate this post.

Leave a Comment

You cannot copy content of this page

× As-Salaam-Alaikum - How Can I help you?